Pal Pal se banta hai Ehasas,
ehsas se banta hai Vishvas,
vishvas se bante hai Rishte,
aur rishte se banta hai koi Khas,
Wishing a Deepawali Jhakas…
Labels: Hindi Diwali SMS, Hindi Sms
Aai aai Deepawali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,
Dhoom machao, mauj manao, aap sabhi ko Deepawali ki badhai.
Happy Deepawali
Labels: Hindi Diwali SMS, Hindi Sms
aaj se aap ke yaha dhan ki barsat ho,
maa laxmi ka vas ho, sankatto ka nash ho
har dil par aapka raj ho, unnati ka sar par taj ho
ghar me shanti ka vas ho
* Happy Deepawali *
Labels: Hindi Diwali SMS, Hindi Sms
Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur
apno ki shuruvat aapse hoti hai.
* Happy Deepawali *
Labels: Hindi Diwali SMS
Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye
Labels: Hindi Diwali SMS, Hindi Sms
Deepak ka prakash har pal aapke jivan me ek nayi roshni de,
Bas yehi shubhkamna hai hamari aapke liye Deepawali ke is paawan avsar par,
!! Happy Deepawali !!
Labels: Hindi Diwali SMS
Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit
Ye Deepawali aapke ghar aangan mein
Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor
Ke annat aashirwad le kar aaye.
Happy Deepawali.
Labels: Hindi Diwali SMS, Hindi Sms
Diwali aa rahi hai me apna man kewal Puja Archna, Aarti Shradha, Bhakti Bhawna me hi lagana chahta hu.
Aapke pados me koi rahti ho to btana.
Labels: Hindi Diwali SMS, Hindi Sms