Do Dost The!
Achhe Dost The!
Bahut Achhe Dost The!
Kafi Jayda Achhe Dost The!
To Hone De
Apne Se Achhe Thodi Na Hain …

Pal Pal se banta hai Ehasas,
ehsas se banta hai Vishvas,
vishvas se bante hai Rishte,
aur rishte se banta hai koi Khas,
Wishing a Deepawali Jhakas…

Aai aai Deepawali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,
Dhoom machao, mauj manao, aap sabhi ko Deepawali ki badhai.
Happy Deepawali

aaj se aap ke yaha dhan ki barsat ho,
maa laxmi ka vas ho, sankatto ka nash ho
har dil par aapka raj ho, unnati ka sar par taj ho
ghar me shanti ka vas ho
* Happy Deepawali *

Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur
apno ki shuruvat aapse hoti hai.
* Happy Deepawali *