Miley kisi se Nazar to samjho Ghazal hoi Mila ke Nazron ko walehana Haya se phir Idhar machal ker unhein pukare Junoon Mera Udaas Bistar ki Silwatein jab Tumhein Chubhein Wo Bad-Guman ho to Shair soojhe na Shayari
Rahe na apni Khabar to samjho Ghazal hoi
Jhuka ley koi Nazar to samjho Ghazal hoi
Dharak uthe Dil Udhar to samjho Ghazal hoi
Na Soo sako Raat bhar to samjho Ghazal hoi
Wo Meherbaan ho Zafar to samjho Ghazal hoi
Labels: Hindi Ghazals SMS, Hindi Sms
Thaharo satao na itna sanam humko.
Sayad he sah payenge,Jaharile is gum ko.
Mehbub khata kya hai,duniya ko batalao.
Thaharo mai kadam chumu,feer karana jo chaho.
Jyada na dhadakao,sanso ki saragam ko.
Jajbaton ke shole,ab her pal bhadakenge.
Tarase the jo naina ab,nis din barasenge.
Her vakt pukarenge humjoli hum-dam ko.
Neha Shah
Labels: Hindi Ghazals SMS, Hindi Sms
Zindagi ka yehi tarana hai
Gam uthana hai muskrana hai.
Rop tera bada suhana hai
Tujh pe qurban ye zaman hai.
Kis qadar pyaar mera sachcha hai
Aaj dil bar ko aazmana hai.
Tujh ko paon ya tera hojaon
Zindagi ka yehi fasana hai.
Is tarah se na muskuraya karo
Jaan lewa ye muskurana hai.
Aarzi hai ye dunya aye lugon
Har kisi ko yahan se jana hai.
Arzoo hai yehi meri Danish
Dust dushman ko bhi banana hai.
Take Care
Labels: Hindi Ghazals SMS, Hindi Sms
Hame ek ajnabi achi lagne lagi, dosti tho na thi par hone lagi, ajeeb se khusi mehsoos hone lagi. sab dosti se payari ek Ab ajnabi ka shayar kehna achha laga… Hum tho shayar hai bhad me Humne tho apna naam zahir kardiya Wo ab apse keh diya.. Aap k naam kabza kar ne laga… Ab barosa hone lagaa… Kayaal rakne ko kehthe hoo…. Magar mizaz puchna bhool jate ho Magar dosti jatana bhool jathe hoo, Kayaal rakne ko kehtha hai Hum b tho unke dost hai Phir kyun
unki bathein dil ko chu ne lagi,
reply jab atha hai tho ek
DOSTI tho na thee par hone lagi.
Ajnabi ki dosti acchi lagne lagi..
Apne naam se zayada shayar sunna acha laga..
Dost app ne SHAYAR kaha wo lafz acha lagaa…
Sunne ki jo ho kwashih ap ka naam
Dil ne b apni choti si jagah me
Ek ajnabi dost hame call karega
Ab dil tho diwana hone laga….
Dosti ek ajnabi se jo karne lagaa…
Call tho karthe hoo,
Dost tho manthe hoo
Aye Qudha ye kaisa ajnabi dost ham ne paya hai…
Magr baat karne ko darta hai…
Ye yaad dilana padtha hai..
Labels: Hindi Ghazals SMS, Hindi Sms
Mujhe apne chand Sawalon ka jawab chahye Tujh ko Mere siwa kisi aur ka Khayal na rahey Jo waqt b Hum ne Tere Bina guzarey hain Teri Zindagi mai Meri kya Ahsiyat hai RAZA
Tumarey Dil mai thori si jaga chahye
Teri Zindagi mai Mujh ko wo Maqam chahye
Wapis Mujhe wo apne Shab-o-Roz chahye
Sab kuch chor, is baat ka Jawab Chahye Mujhe
Labels: Hindi Ghazals SMS, Hindi Sms