Ehsaas Use Bhi Hoga Ek Din Apni Jafa Ka
Rula Dega Use Ek Din Khayal Meri Wafa Ka
Usne Insaan Sa Sulook Bhi Na Kiya Mujhse
Jis Insaan Ko Maine Darja Diya Khuda Ka……

0 comments: